Jab Saamnay Tum Aa Jaate Ho
Jagjit:
Aaina dekh ke bole yeh sanwarne wale
Ab to be-maut marenge mere marne wale
Asha:
Dekhke tumko hosh mein aana bhool gaye
Yaad rahe tum aur zamaana bhool gaye
Chorus: hm mm, hm mm mm mm (humming*)
Asha: jab saamne tum
Chorus: hm mm, hm mm mm mm
Asha:
Jab saamne tum, aa jaate ho
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Chorus: hm mm, hm mm mm mm -2
Asha:
Chaaha tha yeh kahenge
Socha tha socha tha woh kahenge
Aaye woh saamne to, kuchh bhi na keh sake
Bas dekha kiye unhein ham
Jagjit:
Dekh kar tujhko yakeen hota hai -2
Koi itna bhi haseen hota hai
Dekh paate hain kahan ham tumko dil kahin hosh kahin hota hai
Asha: jab saamne tum
Chorus: hm mm, hm mm mm mm
Asha:
Ho jab saamne tum, aa jaate ho
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Chorus: hm mm mm mm mm mm, hm mm mm mm mm
Asha: ha haa haa haa, ho
Chorus: hm mm, hm mm mm mm -2
Asha:
Aa kar chale na jaana, aise nahin sataana
De kar hansi labon ko, aankhon ko mar rulaana
Dena na beqaraari dil ka karaar ban ke
Yaadon mein kho na jaana tum intezaar ban ke, intezar ban ke
Jagjit:
Bhool kar tumko na jee payenge -2
Saath tum hogi jahan jayenge
Ham koi waqt nahin hain hamdam
Jab bulaaoge chale aayenge
Chorus: hm mm, hm mm mm mm -2
Asha: jab saamne tum
Chorus: hm mm, hm mm mm mm
Asha:
Haa haa jab saamne tum, aa jaate ho
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Chorus: hm mm, hm mm mm mm -5
Tumko Dekha To Yeh Khyal Aaya
Tumko dekhaa to ye kayaal aayaa
zindagii dhuup tum ghanaa saayaa
tumako…
aaj phir dilane ek tamannaa kii - (2)
aaj phir dilako hamane samajhaayaa
zindagii dhuup tum ghanaa saayaa…
tum chale jaaoge to soche nge - (2)
hamane kyaa khoyaa- hamane kyaa paayaa
zindagii dhuup tum ghanaa saayaa…
ham jise gunagunaa nahii n sakate - (2)
vaqt ne aisaa giit kyuu n gaayaa
zindagii dhuup tum ghanaa saayaa…
maiN Tanhaa Musaafir, gazal kaa diwaanaa hooN. aaj hee aap sab maiN aayaa hooN.
ummeed karataa hooN ke aap sab muze aapke saath samaa lenge.
Jhuki Jhuki Si Nazar
jhukii jhukii sii nazar beqaraar hai ki nahii.n
jhukii jhukii sii nazar beqaraar hai ki nahii.n
dabaa dabaa saa sahii dil me.n pyaar hai ki nahii.n
tuu apane dil kii javaa.N dha.Dakano.n ko gin ke bataa
merii tarah teraa dil beqaraar hai ki nahii.n
vo pal ke jis me.n muhabbat javaan hotii hai
us ek pal kaa tujhe i.ntazaar hai ki nahii.n
terii ummiid pe Thukaraa rahaa huu.N duniyaa ko
tujhe bhii apane pe ye aitabaar hai ki nahii.n
pyaar ka pahala khat likhne me vaqth to lagtha hai
naye parindo ko udne mein vaqth to lagtha hai
gazal by jagjith singh
Na raha jaey na jaya jaey
nahi maloom kia kia jaey
Dil sey tasveer na mitee jaey
hont sey naam na lia jaey
tere baghair zindagi kaisi?
simple is that na jiya jaey
wo barkhilaf-e-tawaqqo hi raha
ajab nahi hay agar aa jaey
aakey wo khwab mey hamesha si
jala key aas ka deya jaey
ajab nahi hay agar ayey wo
ajab to ye ho agar na jaey
Ab Ke Hum Bitchre To Shayad Kabhi Khawbon Main Mile
Jis Tarah Sukhay Hue Patte Kitabon Main Mile
Dhoond Ujray Hue Logon Main Wafa Ke Moti
Ye Khazane Tujhe Mumkin Hai Kharabon Main Mile
Ghum-e-Duniya Bhi Ghum-e-yaar Main Shamil Kar Loon
Nasha Barhta Hai Sharabain Jo Sharabon Main Mile
Too Khuda Hai Na Mera Ishq Farishton Jaisa
Dono Insaan Hain To Kyon Hijabon Main Mile
Aaj Hum Dar Ye Khainchainge Jin Baton Par
Kya Ajub Kal Woh Zamane Ko Nasibon Main Mile
Ab Na Woh Hain, Na Woh Tu Hai, Na Woh Maze Hain Faraz
Jaise Do Shakhs Tamanna Ke Sailabon Main Mile
Ab Ke Hum Bitchre To Shayad Kabhi Khawbon Main Mile