Kaun sa gam hai jo yeh haal
Kaun sa gam hai jo yeh haal bana rakha hai
na to makeup hai, na baalon ko sajaa rakha hai
aur khama-kha chedti rehti hai yeh rukhsaaron ko
Tum ne zulfon ko bohut sar pe chada rakha hai
Kaun sa gam hai jo yeh haal bana rakha hai
na to makeup hai, na baalon ko sajaa rakha hai
aur khama-kha chedti rehti hai yeh rukhsaaron ko
Tum ne zulfon ko bohut sar pe chada rakha hai
Har Ladki tere liye beqarar hai,
har Ladki ko tera Intzar hai,
ye tera koi kamaal nahi o mundiya,
kuch dinbaad Rakhi ka jo teohar hai…
deodorant Arz hai..jab jab tum angdayi lete ho,
dum hamara nikal jaata hai,
Aye zalim deodorant lagane me
Tumhara kya jaata hai…
Hum dua karte hai khudase ke
Wo aap jaisa dost aur na banaye,
Ek hi cartoon jaisi chiz hai hamare paas
Kahin wo bhi common na ho jaye
when you breathe, you respire!
WAH WAH
when you breathe, you respire!
wah wah
when you dont breathe,you expire!
wah wah kya baat hai
Zindagi behaal hai
Na sur hai na taal hai,
SMS box bhi kangal hai,
Kya apki sms factory me hadtal hai,
Kuch sms to karo
Mere mobile ki zindagika sawal hai…
Muhabbat Mujhe bhi hai, Muhabbat Tujhe bhi hai,
Mujhe nahi koi Shubah ki teri muhabbat main koi kami bhi hai,
Jab tune hosh bhi naa sambhala tha,
Tab bhi uss mohabbat ka bolbala tha